Saturday, February 6, 2010

Na ye Zameen thi..The arroagance of it!

na ye zameen thi
na aasmaan tha
na chaand taaron ka hi
nishaan tha
magar ye sach hai ke
un dino bhi
tera mera pyaar
yoon hi jawaan tha

na ye zameen thi
na aasmaan tha
na chaand taaron ka hi
nishaan tha
magar ye sach hai ke
un dino bhi
tera mera pyaar
yoon hi jawaan tha

na ye zameen thi
na aasmaan tha

chale kahaan se
kahaan pe aaye
khumaar ban ke
jahaan pe chhaaye

chale kahaan se
kahaan pe aaye
khumaar ban ke
jahaan pe chhaaye

nibhaayi rasm e wafa kuchh aise
muhabbaton ke chaman khilaaye
na kaise aasaan hoti manzil
har ek armaan naujawaan tha

na ye zameen thi
na aasmaan tha
na chaand taaron ka hi
nishaan tha
magar ye sach hai ke
un dino bhi
tera mera pyaar
yoon hi jawaan tha

na ye zameen thi
na aasmaan tha

hum hi ne taaron ko roshni di
hum hi ne phoolon ko taazgi di
hum hi ne taaron ko roshni di
hum hi ne phoolon ko taazgi di

jidhar se guzre jahaan bhi thehre
har ek zarre ko zindagi di
kuchh is mein dil ki tadap thi shaamil
khuda bhi kuchh hum pe meharbaan tha

na ye zameen thi
na aasmaan tha
na chaand taaron ka hi
nishaan tha
magar ye sach hai ke
un dino bhi
tera mera pyaar
yoon hi jawaan tha

na ye zameen thi
na aasmaan tha

nazar mein phoolon bhari hain raahen
khushi se rangeen hain nigaahen
nazar mein phoolon bhari hain raahen
khushi se rangeen hain nigaahen

suno to kuchh keh rahi hai hum se
bahaar phaila ke apni baahen
idhar se guzroge ek din tum
naseeb aisa mera kahaan tha

na ye zameen thi
na aasmaan tha
na chaand taaron ka hi
nishaan tha
magar ye sach hai ke
un dino bhi
tera mera pyaar
yoon hi jawaan tha

na ye zameen thi
na aasmaan tha

aa..aa..
ho..ho..

It is a romantic number from the film Sagaai which was released in the year 1966. Direction of the film was done by S D Narang. This love song is in the voice of Mohammad Rafi and is written by Rajinder Krishan.


This song is something that has struck me as one of the most romantic lyrics I ever had a chance to hear. Especially the line ..


"Humine taaron ko roshini di, humine phoolon ko taazgi di.."

Look at the sheer audacity of love in these two line . The unabashadness and pomp striking through..Isnt it beautiful .? the Pride of love in those two lines underlines the soul of the song..


The love that it proclaims is not really on its knees ..Its not a love of surrender..Its not a whimpering love.

Its a love that stands proudly almost arrogantly on its own ...on the face of any kind of storm and either breaks down or attains glory...

Nice

1 comment:

My Flight! said...

"Pardaa nahin jab koi khudaa se
Bando se pardaa karnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa"

I feel that this cut fromm Mughal-e-Azam epitomizes love the best. 'Proud,' 'audacious,' confident, loyal, honest, pure, delicate, profound, & graceful! :)

Nice blog btw! :)